History
Allama Zafar Quadri ek Aalime bamal aur peere tariqat ki hashiyat se jane jate hai Innhone Nasaf darjan se jayad kitabe likhe, 1 Tazalliyate Mustafa is kitab ke jariye unhone aqaede ahlesunnat ko wajah kiya aur milad, qayam, zayarate qaboor, taazime asare aqadima, isal sawab aur fatiha pr hone wale etarajat ka mudaldal jawab diya, 2 Barkate Darood :- is kitab ke jariye unhone darood pak ki ahmiyat fazilat aur barkat ko Aayate mobarka Ahadish karima aur aqwale aaimma ke raushni me qalambnd kiya, 3Tajalliye Gaush: - is kitab me huzur Ghause aazam ki shirat ka mukhtashar jaeja liya gya hai, 4 Nagmate khuddam: - yah Naato manqabt ka majmua hai, 5 Haqeeqate bid'at ;- isme biddat kya hai biddat kitne hai tafsil ke sath explain kiya gya hai, 6 Tazkirah imam Aazam: - is kitab me imame aazam imam abu hanif ki sirat ka mukhtasar jaeja liya gya hai. Allama Zafar Qaudri Imame ahlesunnat Aala hazrat ke bare sahjade huzur hujjatul islam ke murid aur Sahjada Aalahajrat huzur mufti Aazam hind ke khalif aur Huzur mujahide millat wa Mufassir Aazam se khilafat o ijajat hashil thi, Huzur Zafre millat Allam zafar qaudri ne kae Madaris wa masajid tamir farmae, jinme Madrasa jame al uloom sharif jalalpur siwan aur madrasa Moinia Ajmatul uloom Sahabganj Muzaffarpur khushsiyat ke sath shamil hai inke alawa madrasa faizul uloom jamshaidpur jharkhand ke banio me bhi shumar kiye jate hai
Allama zafar Quadri ka intaqal 28rajjabul murajjab yanj 27, may 2014 ko muzaffarpur kanti me ek sakhs ka niqah padhate hoe bismillah hirrahmanirrahim padhte hoe ho gya. Unki qabar pokhariara ke qadeem qabristan me kamali janjagah ke pass maujud hai.